Roman script

main sada hu waqt hu sang se bhi saqt hu

nur mein to rab ka hu rehnuma main sabka hu

main to hu jhonka ik hawa ka koi bhi maane na

main to hu bandha uss khuda ka koi bhi jaane na

hai mujhko jhukana yaha, hai mujhko mitana yaha

hai mujhko jhukana yaha, asambhav

hai mujhko mitana yaha, asambhav

har su meri nazar sabki mujhe khabar

main to chalu jidhar lamha mude udhar

main aasan mushkilein karu kabhi nahi daru

zulmon se main ladun marke bhi na marun

main subha hu shyam hu ajnabi benaam hu

nur mein to rab ka hu rehnuma main sabka hu

main to hu jhonka ik hawa ka koi bhi maane na

main to hu bandha us khuda ka koi bhi jaane na

hai mujhko jhukana yaha, hai mujhko mitana yaha

hai mujhko jhukana yaha, asambhav

hai mujhko mitana yaha, asambhav

hai mujhko jhukana yaha, asambhav

hai mujhko mitana yaha, asambhav

wo aasma jhuke tufan bhi rukein

himmat se kaam lun parvat ko tham lun

jahan bhi meri roshni bahe na tirgi rahe

mahtab sa jalun har rang mein dhalun

main samay ki pyaas hu ik naya ehsas hu

nur mein to rab ka hu  rehnuma main sabka hu

main to hu jhonka ik hawa ka koi bhi maane na

main to hu bandha uss khuda ka koi bhi jaane na

hai mujhko jhukana yaha, hai mujhko mitana yaha

hai mujhko jhukana yaha, asambhav

hai mujhko mitana yaha, asambhav

Explore this song