Roman script

mai raat ko uth uth roti hu

jab sara zamana sota hain

wo bhulne wala

wo bhulne wala kya jane

is dard me kya kya hota hain

wo bhulne wala

dil uska bhi hain mera bhi

dil uska bhi hain mera bhi

barbad hain ye aabad hain wo

ye kaisi do rangi dunia hain

ek hasta hain ek rota hain

wo bhulne wala

wo bhulne wala kya jane

is dard me kya kya hota hain

wo bhulne wala

dunia to mita dali meri

dunia to mita dali meri

ab kahti hain dil se yad teri

jo chiz thi jani wo to gayi

ab jan bhala kyu khota hain

wo bhulne wala

wo bhulne wala kya jane

is dard me kya kya 

haye kya kya hota hain

wo bhulne wala

Explore this song