Roman script

mai pilakar aapka kya jayega 
mai pilakar aapka kya jayega 
mai pilakar aapka kya jayega 
mai pilakar aapka kya jayega 
jayega imama jiska jayega 
dekhkar wo mujhko sharma jayega 
dekhkar wo mujhko sharma jayega 
dekhkar wo mujhko sharma jayega 
dekhkar wo mujhko sharma jayega 
ye tamasha kisse dekha jayega 
jaau butkhaane se kyun kaabe ko mai 
jaau butkhaane se kyun kaabe ko mai 
hath se ye bhi thikana jayega 
katl ki jab usne di dhamki mujhe 
katl ki jab usne di dhamki mujhe 
katl ki jab usne di dhamki mujhe 
katl ki jab usne di dhamki mujhe 
kahe diya maine ki dekha jayega 
pee bhi le do ghunt zaahid pee bhi le 
pee bhi le do ghunt zaahid pee bhi le 
maikade se kaun pyasa jayega 
maikade se kaun pyasa jayega 
mai pilakar aapka kya jayega 
jayega imama jiska jayega

Song details

Song video

Watch on YouTube