Roman script

main pilakar aapka kya jayega main pilakar aapka kya jayega

jayega iman jiska jayega 

dekhkar mujhko wo sharma jayega dekhkar mujhko wo sharma 

jayega ye tamasha kisse dekha jayega

jau buth khane se kyu kaabe ko mai

jau buth khane se kyu kaabe ko mai

hath se ye bhi thikana jayega

katl ki jab usne di dhamki mujhe

katl ki jab usne di dhamki mujhe

keh diya maine bhi dekha jayega

pi bhi le do ghunt zaahid pi bhi le

maiqade se kaun pyasa jayega

main pilakar aapka kya jayega, jayega iman jiska jayega 

main pilakar aapka kya jayega, jayega iman jiska jayega

Explore this song