Roman script

maine tujhe dekha hai kahi pehle

yaad aata nahi hai kab kahan

o janeman o janejaan janejahan

maine tujhe dekha hai kahi pehle

yaad aata nahi hai kab kahan

o janeman o janejaan janejahan

aise milke koi ajnabi 

kaise pal me bane zindagi

jiski surat khayalo me thi

aisa lagta hai tum ho wahi  

mil gayi kya khushi 

chha gaya kya nasha 

maine bhi tujhe dekha hai kahi pehle

yaad aata nahi hai kab kaha  

o janeman o janejaan janejahan

tumse milne se pehle kabhi 

mere dil ki ye halat na thi 

chalti hai sanso me aandhiya

dil ki dhadkan tharne lagi 

kya pata kya huya hona hai jane kya

maine tujhe dekha hai kahi pehle

yaad aata nahi hai kab kaha

o janeman o janejaan janejahan

rang layi hai dil ki dua

tujhe chaha tu mera huya

marke bhi ab na bichhdenge hum

aaj humne ye wada kiya

dilruba ho gaya faisla pyar ka

maine tujhe dekha hai kahi pehle

yaad aata nahi hai kab kahan

o janeman o janejaan janejahan

Explore this song