Roman script

mai nadiya ki dhara bahe teri kinara 

deta chal mujhko sahara sath hai kitna pyara

kam hai ye jiwan sara aayenge jag me dobara 

mai nadiya ki dhara bahe teri kinara 

deta chal mujhko sahara kon sambhalega mujhko 

bin tere bhatak jaungi kon sambhalega mujhko 

bin tere bhatak jaungi jaha jaha se jayega tu 

vaha vaha aaungi chutega na sath hamara 

deta chal mujhko sahara sath hai kitna pyara

kam hai ye jiwan sara  aayenge jag me dobara 

mai nadiya ki dhara bahe teri kinara 

deta chal mujhko sahara roop rang ras ki tu ganga 

mai pyasa panghat hu roop rang ras ki tu ganga 

mai pyasa panghat hu or pas aane ko tarsu 

yu to bhut nikat hu jiwan mera tune sawara 

aayenge jag me dobara mai nadiya ki dhara 

bahe teri kinara deta chal mujhko sahara 

sath hai kitna pyara kam hai ye jiwan sara 

aayenge jag me dobara

Explore this song