Roman script

mai na bhulauga wade kasme

mai na bhulauga wade kasme

mai bhi nibhaungi pyar ki rasme

tune ye kaha tha maine ye suna tha

tune ye kaha tha maine ye suna tha

mai bhul jau agar jindagi ke kisi mod par

mujhe yad dilaan bhul na jana yad dilana

mai na bhulauga wade kasme

suraj me jaise rahti hai kirne

phulo me khusbu jaise

suraj me jaise rahti hai kirne

phulo me khusbu jaise

jab tak na tute sanso k idori

ham bhi rahenge aise

ye mithi mithi bate ye gahri mulakate

ye mithi mithi bate ye gahri mulakate

mai bhul jau agar jindagi ke kisi mod par

mujhe yad dilaan bhul na jana yad dilana

chehra wohi tera lekin badli hai najre teri

chehra wohi tera lekin badli hai najre teri

mai to na bhula bhul gayi tu kaise ye surat meri

jab dil se dil mila tha

tab wada ye hua tha

jab dil se dil mila tha

tab wada ye hua tha

mai bhul jau agar jindagi ke kisi mod par

mujhe yad dilaan bhul na jana yad dilana

mai na bhulauga wade kasme

mai bhi nibhaungi pyar ki rasme

tune ye kaha tha maine ye suna tha

mai bhul jau agar jindagi ke kisi mod par

mujhe yad dilaan bhul na jana yad dilana

Explore this song