Roman script

mai na bhulauga wade kasme

mai bhi nibhaungi pyar ki rasme

mai na bhulauga wade kasme

mai bhi nibhaungi pyar ki rasme

tumne jo kaha tha maine wo suna tha

tumne jo kaha tha maine wo suna tha

mai bhul jau agar zindagi ke kisi mod par

mujhe yaad dilaan bhul na jana yaad dilana

suraj mei jaise rahti hain kirne

phoolo mei khusboo jaise

suraj mein jaise rahti hain kirne

phoolo mein khusboo jaise

sanso se teri sanse bandhi hain

bichhadenge hum dum kaise

ye mithi mithi baten ye gehri mulakate

ye mithi mithi baten ye gehri mulakate

main bhul jaun agar zindagi ke kisi mod par

mujhe yaad dilaan bhul na jana yaad dilana

chehra wahi hai tera lekin badli hai nazre teri 

chehra wahi hai tera lekin badli hai nazre teri 

mai to na bhula bhul gayi tu kaise ye surat meri

jab dil se dil mila tha tab wada ye hua tha 

jab dil se dil mila tha tab wada ye hua tha 

mai bhul jau agar zindagi ke kisi mod par

mujhe yaad dilaan bhul na jana yaad dilana

mai na bhulauga wade kasme

mai bhi nibhaungi pyar ki rasme

tumne jo kaha tha maine wo suna tha

tumne jo kaha tha maine wo suna tha

mai bhul jau agar zindagi ke kisi mod par

mujhe yaad dilaan bhul na jana yaad dilana

yaad dilaan bhul na jana yaad dilana

Explore this song