Roman script

o jane ja o mehrba o

jane man o  gulbadan o rasbhri

o fuljhadi o bekhbar o jalpari

o manchali o chulbuli o dilruba o dilsikan o

dillagi o mehjabi mai hu jawa

tu hai hasin mai bhi yaha tu bhi yahi

mai ladki ka diwana mai ladki 

ka diwana mai ladki ka diwana

mai ladki ka diwana ladki na hoti

kuch bhi na hota ladki na hoti

kuch bhi na hota tu bhi na hoti mai bhi na hota

mai ladki ka diwana mai ladki ka diwana 

han mai ladki ka diwana mai ladki ka diwana

kehte hai london ki ladki pari nazar aati hai 

hath lagao usko to aakash me ud jati hai

suna hai maine pari si koi ladki jab hasti hai

koi kali lekar angdai bag me

tab khilti hai suna hai rasiya

ki ladki hoti hai bholi bhali

hotho par masum mohobat ankh me sharm ki lali

hindustani ladki ki bindiya me sara india 

chehre pe hai subh zulf me raat 

aankh me nindiya bhadki na hoti

kuch bhi na hota tu bhi na hoti mai bhi na hota

mai ladki ka diwana mai ladki ka diwana 

mai ladki ka diwana mai ladki ka diwana

Explore this song