Roman script

hayo mai kunwara aa gaya pyar ka mara aa gaya 

mai kunwara aa gaya pyar ka mara aa gaya

hasino ka divana hu nigao ka nishana hu

aasman se iss dharati mai ek sitara aa gaya

mai kunwara aa gaya pyar ka mara aa gaya

kisi ne gale se lagaya mujhe kisi ne labo pe sajaya mujhe

kisi ke khayalo me chaya raha mai dil me kisike samaya raha

mai jawano ke gale me banke ashiki chha gaya

ae ae mai kunwara aa gaya pyar ka mara aa gaya

koyi haske dekhe mai pyar du 

mohabbat pe apni mai jaa war du

koyi chori chori meraa nam le bahkane lago jo koyi thamle

mai kunwara ladakiyo ko chhedke tadpa gaya

mai kunwara aa gaya pyar ka mara aa gaya

hasino ka divana hu nigao ka nishana hu

aasman se iss dharati mai ek sitara aaegaya

Explore this song