Roman script

main kaun hun, kya hun, jaana mujhe hain kaha

ay jamin aasmaan, ay hawa too bata

kaun hun kya hun main, kaha mujhe hain jaana

main kaun hun, kya hun, jaana mujhe hain kaha

ay jamin aasmaan, ay hawa too bata

kaun hun kya hun main, kaha mujhe hain jaana

hawa ko main rok lun, main khushabu ko baandh dun

sitaare tod laaungee, mai chaandanee churaaungee

ay jindagee magar bata, main kaun hun kya hun

jaana mujhe hain kaha

ay jamin aasmaan, ay hawa too bata

kaun hu mai kya hun main, kaha mujhe hain jaana

main aa gayee hun kaha, yeh kho gayee hun kaha

jindagee too mujhe meree pehchan de

meraa wajud too bata, main kaun hun kya hun

jaana mujhe hain kaha

ay jamin aasmaan ay hawa too bata

kaun hun main kya hun main, kaha mujhe hain jaana

kabhee kisee bhee mod par, ruke mere kadam agar

badhaungee mai hosla, chunungee mai woh raasta

chala naa ho koyee jaha

yeh din yeh raat mujhme hain, yeh kaaynaat mujhame hain

yeh jamin aasmaan, yeh jaha mujhame hain

mai kya kahu yeh sach toh yeh, ke woh khuda mujhe me hain

Explore this song