Roman script

kudiyo ka nasha pyaare nasha sab se nashila hai

jise dekho yaha woh husn ki barish me gila hai

ishq ke naam pe karte sabhi ab raaslila hai

mai karu to sala character dhila hai

ho mai karu to sala character dhila hai

ladko ka nasha pyare nasha sab se nashila hai

jise dekho yaha wo husn ki barish me gila hai

ishq ke naam pe karte sabhi ab raaslila hai

mai karu to sala character dhila hai

ho mai karu to sala character dhila hai

hai simple sa ye formula, hai love ka funda khokhala

mujhe bas pyaas tu hi diyu cool cool cool cool rehta hai

kisi ka haath thaam ke, hridaya ke vaade naam ke

i love you forever koi fool fool fool fool kehta hai

ishq ki news se matlab jo yovan santrila hai

phark padta hai kya baho me munni hai ya shila hai

ishq ke naam pe karte sabhi ab raas lila hai

mai karu to sala character dhila hai

ho mai karu to sala character dhila hai

ye charcha facebook pe hai, maja bas ek look me hai

hasin chehre ka didar kaun baar baar karta hai

jo dil ka photoframe ho, vaha photo bhi same ho

celender ki tarah use roj roj change karta hai

kamar patli na jitni thi maja utna nashila hai

chalega jo bhi hai aankho ka rang kala ya nila hai

ishq ke naam pe karte sabhi ab raas lila hai

mai karu to sala character dhila hai

ho mai karu to sala character dhila hai

kudiyo ka nasha pyare nasha sab se nashila hai

jise dekho yaha wo husn ki barish me gila hai

ishq ke naam pe karte sabhi ab raas lila hai

mai karu to sala character dhila hai

ho mai karu to sala character dhila hai 

mai karu to sala character dhila hai

ho mai karu to sala character dhila hai 

mai karu to sala character dhila hai

ho mai karu to sala character dhila hai 

mai karu to sala character dhila hai

lyrics typed by : priya bhati

Explore this song