Roman script

mai jis din bhula du tera pyar dil se 
wo din aakhri ho meri zindagi ka
mai jis din bhula du tera pyar dil se 
wo din aakhri ho meri zindagi ka
ye aakhe usi raat ho jaye andhi 
ye aakhe usi raat ho jaye andhi 
jo tere siwa dekhe sapna kisi ka 
mai jis din bhula du tera pyar dil se 
wo din aakhri ho meri zindagi ka
muje apne dil se utrane na dena 
mai khusbhu hu isko bikhrane na dena 
muje apne dil se utrane na dena 
mai khusbhu hu isko bikhrane na dena 
hamesha rahu mai tere bajuon me 
na tute ye bandhan kabhi dosti ka
ye aakhe usi raat ho jaye andhi 
ye aakhe usi raat ho jaye andhi 
jo tere siwa dekhe sapna kisi ka  
mai jis din bhula du tera pyar dil se 
wo din aakhri ho meri zindagi ka
meri dhadkno mai mohobat hai teri 
meri zindagi ab amanat hai teri
meri dhadkno mai mohobat hai teri 
meri zindagi ab amanat hai teri
tamanna hai jin rasto per chale tu 
nisa ho wha per meri bandgii ka
ye aakhe usi raat ho jaye andhi 
ye aakhe usi raat ho jaye andhi 
jo tere siwa dekhe sapna kisi ka  
mai jis din bhula du tera pyar dil se 
wo din aakhri ho meri zindagi ka
mai jis din bhula du tera pyar dil se 
wo din aakhri ho meri zindagi ka
meri zindagi ka meri zindagi ka

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Amit Kumar, Lata Mangeshkar