Roman script

mai janam janam ki dasi re 

baar baar darshan pakar bhi

rahu daras ki pyasi

mai janam janam ki dasi re 

baar baar darshan pakar bhi

rahu daras ki pyasi

sawariya ne aaj laz ka ghunghat khola

sawariya ne aaj laz ka ghunghat khola

man matwala jhumke bhi kuch na bola

kitne bhole bhale hai mere jivan dhan abhilashi re 

baar baar darshan pakar bhi

rahu daras ki pyasi

mai janam janam ki dasi re 

baar baar darshan pakar bhi

rahu daras ki pyasi

bagiya me papiha bole 

mere man me prem ras ghole

ek jhalak dikhla kar parbhu ne

kar di dur udasi re

baar baar darshan pakar bhi

rahu daras ki pyasi

mai janam janam ki dasi re 

baar baar darshan pakar bhi

rahu daras ki pyasi

sapno ki kaliya chunkar hoti warmala

sapno ki kaliya chunkar hoti warmala

pritam ne aakar mere man me kiya ujala

rom rom me rame hue hai mere nain nivasi re 

baar baar darshan pakar bhi

rahu daras ki pyasi

mai janam janam ki dasi re 

baar baar darshan pakar bhi

rahu daras ki pyasi

Explore this song