Roman script

mai ishk usaka woh aashiki hai meri

mai ishk usaka woh aashiki hai meri

woh ladaki nahi jindagi hai meri 

woh ladaki nahi jindagi hai meri 

uske hi dil mai ab toh rehna hai har dum

uss dil ruba se kehna hai hardum

mai ishk usaka woh aashiki hai meri

mai ishk usaka woh aashiki hai meri

woh ladaki nahi jindagi hai meri

woh ladaki nahi jindagi hai meri

khushbu jaisi aaye jaye, kitna dilo ko woh tadpaye

meri saanse meri dhadkan, woh hai mera diwanapan

betabiyo mai hai woh raahat kaa mausam

usake liye hi meri chahat kaa mausam

mai hosh usaka woh bekhudi hai meri

mai ishk usaka woh aashiki hai meri

woh ladaki nahi jindagi hai meri 

aankho me hai uska chehra, yaado me hai uska pehra

mai hu raahi woh hai manjil, karna hai ab usko haasil

in dhadkano me baaje usaki hi sargam

woh meri jaana hain woh meri jaanam

mai chain usaka woh tishnagi hai meri

mai ishk usaka woh aashiki hai meri

woh ladaki nahi jindagi hai meri

woh ladaki nahi jindagi hai meri

Explore this song