Roman script

are sar uthega sar uthega jo bhi mere saamne kat jaayega ha 

teri aankho per pada parda hai jo hat jaayega 

are rakh zara aawaz neechi yu garajna chhod de 

jo garajte hai is tarah wo baraste hai nahi

are tu hai kaun main 

mai hu kon ye tujhko nahi hai pata 

mai hu kon ye tujhko nahi hai pata

jo mujhko aankh dikhaaye or taakat pe itraaye 

mere samne sar na jhukaaye are aisa koi 

aisa koi mere saamne aaya nahi arey tu hai kon

mai hu kon ye tujhe bhi nahi hai pata  

mai hu kon ye tujhe bhi nahi hai pata  

are tu kya mujhe daraaye dekhe maine maut ke saye 

jaaye jaan bala se jaaye are julm ke aage 

ho julm ke aage maine sar jhukaya nahi 

ho mai hu kon mai hu kon ye tujhko nahi hai pata 

ye hawa ye ghata ye hawa ye ghata ye saari fizaaye 

kaanpe mere naam se arey kanpe mere naam se 

mai kaha tu kaha mai kaha tu kaha re sambhal ja varna 

jaayega tu kaam se arey jaayega tu kaam se 

zara sambhalna beta pinjre me band hai bandar

banta hai magar sikandar udta hai aasmano par 

baitha hai jail ke andar arey yaha bhi aake

o yaha bhi aake hosh thikane aaya nahi

ho tu hai kaun mai hu kon ye tujhko nahi hai pata 

mai hu kon ye tujhko nahi hai pata

na akad na jhagad akad ke jhagad ke bigad ke

koi banta nahi mahan re koi banta nahi mahan re

na rahi na rahe na rahi na rahegi kabhi kisi ki 

jhutti jag me shaan re koi jhutti jag me shaan re

hey bajarbhatu tum bante bade ho sache

par akal ke bade ho kache arey dekhi kaha hai duniya

vo mere samne bache arey mujhko ha

ho mujhko kabhi kisi ne sabak padaya nahi

arey mai hu kon mai hu kon mai hu kon 

ye tujhko nahi hai pata mai hun kon ye tujhko nahi hai pata

Explore this song