Roman script

mai hu ek hawa ka jhonka

mai hu ek hawa ka jhonka

ek hawa ka jhonka

idhar se aaya, udhar gaya

rasta na, o rasta na kisi ne roka

mai hu ek hawa ka jhonka

mai to hu duniya se nayara

na koi dushman, na koi pyara

mai to hu duniya se nayara

na koi dushman, na koi pyara

mera pata lagane wale 

mera pata lagane wale 

kha jate hai dhokha

kha jate hai dhokha

mai hu ek hawa ka jhonka

mujhko koi gham nahi hai

koi mera humdam nahi hai

mujhko koi gham nahi hai

koi mera humdam nahi hai

meri ye do najre jane

meri ye do najre jane

sara bhedh dilo ka

sara bhedh dilo ka

mai hu ek hawa ka jhonka

ghar dar se begana hu mai

pakkad hu, mastana hu mai

ghar dar se begana hu mai

aji pakkad hu, mastana hu mai

jeb hai meri maal tumhara

jeb hai meri maal tumhara

khel hai do hatho ka

khel hai do hatho ka

mai hu ek hawa ka jhonka

ek hawa ka jhonka

idhar se aaya, udhar gaya

rasta na, o rasta na kisi ne roka

mai hu ek hawa ka jhonka

Explore this song