Roman script

kaise kah du mujhe o kaise kah du mujhe 

kya ho gaya o kya ho gaya kaise kah du mujhe o 

kaise kah du mujhe kya ho gaya kya ho gaya

jo sardi ke kapdo me aata hai

karke bechain mujhko jagata tha

aaj dekha usko mera dil kho kho gaya

kaise kah du use o kaise kah du use

kya ho gaya kya ho gaya

jab se najariya us se ladi

chain na paya ghadi do ghadi

mai to soch hi rahi hu khadi hi khadi

kya mujhpe musibat aan padi

koi to bata de koi samjha de mera dil

kyu mujhse juda ho gaya kaise kah du mujhe o 

kaise kah du mujhe kya ho gaya kya ho gaya

kuhu kuhu karke kaali koyaliya

dekho mujhko taane mare ab to aaja o bedardi

baiti hu mai man ko hare

koi dekhe use koi dunde use

vo bedardi sa mera kaha kho gaya

kaise kah du mujhe o kaise kah du mujhe 

kya ho gaya kya ho gaya kya ho gaya kya ho gaya

jo sardi ke kapdo me aata hai karke bechain mujhko jagata tha

aaj dekha use to mera dil kho gaya

kaise kah du use o kaise kah du use

Explore this song