Roman script
iske naina teer kaman iski phulo si muskan ye hai diwano ki jaan ispe sare hai kurban hay koi tirchi nazar se mare to koi laila kahke pukare koi tirchi nazar se mare to koi laila kahke pukare aa gayi hai umariya bawal ki mai ho gayi athrah saal ki mai ho gayi athrah saal ki koi tirchi najar se mare to koi laila kahke pukare aa gayi hai umariya bawal ki mai ho gayi athrah saal ki mai ho gayi athrah saal ki pandrah solah satarh baras gaye milne ki khatir arman taras gaye pandrah solah satarh baras gaye milne ki khatir arman taras gaye dhire dhire badhne lagi hai lali gulabi gal ki mai ho gayi athrah saal ki mai ho gayi athrah saal ki aayi chail chabili nar rup saje solah singar najuk najuk si kachnar ek najar daso bimar chori chori aayi jawani kaisi musibat layi jawani chori chori aayi jawani kaisi musibat layi jawani meri sari dunia diwani mastani meri chal ki mai ho gayi athrah saal ki mai ho gayi athrah saal ki koi tirchi nazar se mare koi laila kahke pukare koi tirchi nazar se mare koi laila kahke pukare aa gayi hai umariya bawal ki aa gayi hai umariya bawal ki mai ho gayi athrah saal ki mai ho gayi athrah saal ki
Song details
- Singer: Ila Arun
- Singer: Bela Sulakhe
- Film / album: Bandish (1996)
- Composer: Anand Milind
- Lyricist: Sameer
- Actor: Jackie Shroff
- Actor: Juhi Chawla
- Actor: Shilpa Shirodkar
- Actor: Goga Kapoor
- Actor: Paresh Rawal
- Actor: Kader Khan
- Actor: Himani Shivpuri
- Actor: Guddi Maruti
Song video
singer: Ila Arun, Bela Sulakhe