Roman script

mai hasina naznena mai hasina naznena

koi mujhsa nahi koi mujhsa nahi nahi

mai samina mah jabina mai samina mah jabina

mujhme kya kya nahi mujhme kya kya nahi nahi

mai kayamat ki pahchan hu ek biijli or tufan hu

mai mohabbat hu iman hu ek ashik ka arman hu

jo mere paas aye sukune dil paye

fir jaye na wo kahi kahi mai hasina naznena

koi mujhsa nahi koi mujhsa nahi nahi

mai hasu to chaman bhi khile pyar ki jindagi bhi mile

mai jalu to patanga jale maut mere kahe par chale

nigaho se mai khelu are jisko bhi mai dekhu

wo jaan dede wahi wahi mai samina mah jabina

mujhme kya kya nahi mujhme kya kya nahi nahi

pyar ki mai hu ek dasta mere dam se hai dunia jawa

mai nahi to bahare kaha mere bas me hai sara jaha

mai hu shola mai hu shabnam

mai hu nagma mai hu sargam

haar chuke hai mere aage ye chand or sitare

ye asma ye zami mai hasina mai shamina

koi mujhsa nahi mujhme kya kya nahi nahi

mai hasina mai shamina koi mujhsa nahi 

mujhme kya kya nahi nahi

Explore this song