Roman script

dildar hasino ka mehbub hu

husn se pyar karna mera kaam hai

log diwane itna nahi jante

zindagi pyar ka dusra naam hai

mai buddha hu to kya hua

mai buddha hu to kya hua

pyar mohabbat aur jawani

dil se hoti hai

pyar mohabbat aur jawani

dil se hoti hai

are bemausam barsaat 

badi mushkil se hoti hai

mai buddha hu to kya hua

jaam se jaam takrate

subah se sham takrate

waqt ki mehrbani se

badla lunga jawani se

badla lunga jawani se

chahat ki pehchan isi manjil se hoti hai

chahat ki pehchan isi manjil se hoti hai

are bemausam barsat 

badi mushkil se hoti hai

mai buddha hu to kya hua

kis liye mujh pe hasti ho

tum mujhe kya samjhati ho

mai hajaro se behatar hu

naujawano se badkar hu

naujawano se badkar hu

tufano ki ijjat to sahil se hoti hai

tufano ki ijjat to sahil se hoti hai

are bemausam barsat 

badi mushkil se hoti hai

mai buddha hu to kya hua

Explore this song