Roman script

main bholi bhali, gori main ghunghat waali
balam kyu chhup chhup dekhe re 
piya kyu ruk ruk dekhe re 
hay re hay bholi bhaali, gori main ghunghat waali
ha re hay hay re 
main gori mera sajan saanwala 
baat kahi naa jaaye 
kaali raat ki baahon me 
maano chanda muskaaye 
bol mere mithe mithe 
nain mere tikhe tikhe 
hay re hay bholi bhali, gori main ghunghat waali 
ha hay re hay hay re 
main bholi bhali gori main ghunghat waali
balam kyu chhup chhup dekhe re 
piya kyu ruk ruk dekhe re 
hay re hay bholi bhaali, gori main ghunghat waali
ha re hay hay re 
ghar aane ke kare bahaane, mujhe dekhta jaaye 
piya ki dil ki baat jaan
ghar aane ke kare bahaane, mujhe dekhta jaaye 
piya ki dil ki baat jaan 
jiya aur sharmaaye 
pichhe main hat hat jaaun
laaj se kat kat jaaun 
hay re hay bholi bhali, gori main ghunghat waali 
ha hay re hay hay re 
main bholi bhali gori main ghunghat waali
balam kyu chhup chhup dekhe re 
piya kyu ruk ruk dekhe re 
hay re hay bholi bhaali, gori main ghunghat waali
ha re hay hay re

Song details

Song video

Watch on YouTube