Roman script

mai ban ki chidiya ban ke ban ban bolu re
mai ban ka panchhi ban ke sang sang dolu re

mai dal dal udd jau nahi pakadayi me aau 

tum dal dal mai pat pat bin pakde kabhi naa chhodu 
sang sang dolu re tum dal dal mai pat pat 
bin pakde kabhi naa chhodu ban ban bolu re
mai ban ki chidiya ban ke ban ban bolu re
mai ban ka panchhi ban ke sang sang dolu re
mai ban ki chidiya ban ke ban ban bolu re
sang sang dolu re

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Devika Rani, Ashok Kumar

actor: Ashok Kumar, Devika Rani