Roman script

mai bahut dur bahut dur chala aaya hu 
teri mehfil tere jalwe meri takdir kaha 
meri kismat me teri zulf ki zanzeer kaha
mere humdum mere bikhre hue 
khwabo ki kasam meri kismat me 
tere husn ki jagir kaha jagir kaha
mai bahut dur bahut dur chala aaya hu
dil ke sahra me murado ki hasi raat nahi
mere majhi ka taswur bhi mere sath nahi
mai jala hu teri bhasm sajane ke liye
aisa mahol nahi aise to halat nahi halat nahi
mai bahut dur bahut dur chala aaya hu

Song details

Song video

Watch on YouTube