Roman script

jab jab mori payal baje logan ka dil dhadke

dekh ke more chal balva ke man me bijuriya kadke

mai bago ki morni jab nachu ta ta thaiya

dil walo ki julmi najar se koi bacha le daiya

haye ri mori maiya

mai bago ki morni jab nachu ta ta taiya

dil walo ki julmi najar se koi bacha le daiya

haye ri mori maiya

nain katile aur suratiya sanwari

nain katile aur suratiya sanwari

ho gayi mai to dekh ye duniya banwari

ho gayi mai to dekh ye duniya banwari

unki batiya jahar bari hai jaise koi tatiya

dil walo ki julmi najar se koi bacha le daiya

haye ri mori maiya

chanda bhi sarmaye hai mere roop se

chanda bhi sarmaye hai mere roop se

raat bhi din ban jaye badan ki dhoop se

haye raat bhi din ban jaye badan ki dhoop se

jin raste se cham cham jau take mujhe sipaiya

dil walo ki julmi najar se koi bacha le daiya

haye ri mori maiya

tu bagho ki morni jab nache ta ta taiya

dil walo ki julmi najar se koi bacha le daiya

haye ri mori maiya hoye

bal ye kale pyar se pale naag hai

bal ye kale pyar se pale naag hai

hath bada ke chu le na lena aag hai

hath bada ke chu le na lena aag hai

man ki been bajau jab jab jhume prem kanhaiya

dil walo ki julmi najar se koi bacha le daiya

haye ri mori maiya

Explore this song