Roman script

aawaara hai galiyo me, main aur meri tanhaayi 

jaaye to kaha jaaye 

jaaye to kaha jaaye

har mod pe rushwaayi, main aur meri tanhaayi 

main aur meri tanhaayi 

ye phool se chehre hai, hanste huye guldaste 

koi bhi nahi apna, begaane hai sab raste 

raahe bhi tamaashaahi 

raahi bhi tamaashaahi, main aur meri tanhaayi 

main aur meri tanhaayi 

armaan sulgate hai, sine me chita jaise 

kaatil najar aati hai, duniya ki hawa jaise 

roti hai mere dil par, bajati huyi shahnaayi

main aur meri tanhaayi 

main aur meri tanhaayi 

aakash ke maathe par, taaro ka charaagam hai 

pahlu me magar mere, jakhmo ka gulishta hai 

aankho se lahu tapka, daaman me bahaar aayi 

main aur meri tanhaayi, main aur meri tanhaayi

main aur meri tanhaayi, main aur meri tanhaayi

Explore this song