Roman script

patli kamar matkake, nagin si bal khake

nain se nain lada ke, dhani chunar sarka ke

patli kamar matkake, nagin si bal khake

nain se nain lada ke, dhani chunar sarka ke

dil walo ke dil ka karar lutne, mai aayi hu up bihar lutne

dil walo ke dil ka karar lutne, mai aayi hu up bihar lutne

dil walo ke dil ka karar lutne, tu aayi hai up bihar lutne

na paise ka khajana,na sone ki tijori

na panchhi bada sa katar lutne

dil walo ke dil ka karar lutne, mai aayi hu up bihar lutne

dil walo ke dil ka karar lutne, tu aayi hai up bihar lutne

meri umar abhi hai satrah, chahe to hila du chhapra

mujhko na samjhana jhuma, na dungi tujhko chhuma

ghal me jhumka laga ke, chal me thumka laga ke

gajare ka juda bana ke, itar jara sa mahaka ke

ghal me jhumka laga ke, chal me thumka laga

gajare ka juda bana ke, itar jara sa mahaka ke

is jawani ki sari bahar lutne, mai aayi hu up bihar lutne

dil walo ke dil ka karar lutne, tu aayi hai up bihar lutne

kya culcutta kya mumbai, mai sabki najar me jam gayi

punjab ho ya haryana muskil mujhse bachpana

sabka jiya thadka ke chingari badhkake

muh me paan daba ke hath me mehandi laga ke

sabka jiya thadka ke chingari badhkake

muh me paan daba ke hath me mehandi laga ke

sabki aankho se chupke khumar lutne

mai aayi hu up bihar lutne

dil walo ke dil ka karar lutne, mai aayi hu up bihar lutne

na paise ka khajana,na sone ki tijori

na panchhi bada sa katar lutne, mai aayi hu up bihar lutne

mai aayi hu up bihar lutne

Explore this song