Roman script

sun le sun le mai aaya tere dware bacha le bhagvan 
mai aaya tere dware bacha le bhagvan 
hath jodkar vinti karta ye balak nadan 
mai aaya tere dware bacha le bhagvan 
mai aaya tere dware bacha le bhagvan 
sun le sun le
jitne sahare the sab hare tera ek sahara hai 
din dukhi jan ka is jag me tu hi to rakhwara hai 
jitne sahare the sab hare tera ek sahara hai 
din dukhi jan ka is jag me tu hi to rakhwara hai 
julm ke tufa kaise jhele julm ke tufa kaise jhele 
ek nanhi si jaan 
mai aaya tere dware bacha le bhagvan 
mai aaya tere dware bacha le bhagvan 
sun le sun le

Song details

Song video

Watch on YouTube

lyricist: Ravi, Prem Dhawan, Ali Jalili