Roman script

agar yaro ki jid hai to abi sab kuch btata hu 

mai kitna khandani hu jalak jalak iski dikhta hu

mai aaya hu jaha se vo bada ucha garana hai

ye aaye hai jaha se vo bada ucha garana hai 

mai aaya hu jaha se vo bada ucha garana hai 

ye aaye hai jaha se vo bada ucha garana hai 

aji abad mujhse hi to ye pagal khana hai

aji abad inse hi to ye pagal khana hai

mai aaya hu mai aaya 

mai aaya hu jaha se vo bada ucha garana hai

ye aaye hai jaha se vo bada ucha garana hai

mere dada agare ke mashur daku the

mere nana se sab darte the vo itne ladaku the

dadi ke banaye note duniya bhar me chalte hai 

aunty ke isharo per so so kothe palte hai

so so kothe palte hai so so kothe palte hai

mili hai degree chacha ji ko ladki patane me 

kasam se aaj bhi tau pade hai jel khane me

mere mosa ji ki sona banane ki dukane thi 

badi bua tavyat thi kabhi apne jamane

kabhi apne jamane kabhi apne jamane

silsila ye khandani muje aage badana hai

mai aaya hu mai aaya hu abey aa na 

mai aaya hu jaha se vo bada ucha garana hai

ye aaye hai jaha se vo bada ucha garana hai

aji abad mujhse hi to ye pagal khana hai

aji abad inse hi to ye pagal khana hai

mai aaya hu jaha se vo bada ucha garana hai

ye aaye hai jaha se vo bada ucha garana hai

bhai ne kul milake chhatis bank hai lute 

jija ke baye hath se itne hi tale tute

batije brown suger ka vyapar kerte hai 

mama hasinao ka karobar kerte hai

karobar kerte hai karobar kerte hai

mere hosiyar banje nakli pasport banate hai 

mere noker mandir se murtiya churate hai 

mere baki ke ristedar blue filme bante hai 

mere baki ke yar uska maja pura uthate hai

maja pura uthate hai maja pura uthate hai

aage farmaiye chote sarkar

muje bhi log kahte hai ye katil purana hai

ye aaye hai ye aaye hai ye aaye hai aaiye na

mai aaya hu jaha se vo bada ucha garana hai

mai aaya hu jaha se vo bada ucha garana hai

aji abad inse hi to ye pagal khana hai

mai aaya hu jaha se vo bada ucha garana hai

ye aaye hai ye aaye hai ye aaye hai aaiye na

Explore this song