Roman script

main aashik hun, aawara hun

main aashik hun, aawara hun

ishq ka main maara hun

subah shaam aashiki, mera kaam aashiki

subah shaam aashiki, mera kaam aashiki

thoda paagal main thoda diwaana hun

tu aashik hai, aawara hai

tu aashik hai, aawara hai

ishq ka tu maara hai

subah shaam aashiki, tera kaam aashiki

subah shaam aashiki, tera kaam aashiki

thoda paagal tu thoda diwaana hai

main aashik hun, aashik hun 

main aashik hun

chhup chup ke milne ko aati hun main

kitne bahaane banaati hun main

chori chori pyaar main karta nahi

aashik kisi se bhi darta nahi

chhup chup ke milne ko aati hun main

kitne bahaane banaati hun main

chori chori pyaar main karta nahi

aashik kisi se bhi darta nahi

dil dhadakta hai to dhadakne de

kuch na ho jaaye, kuch to hone de

tu shamma main tera parwana hun

main aashik hun, aawara hun

ishq ka main maara hun

subah shaam aashiki, mera kaam aashiki

subah shaam aashiki, mera kaam aashiki

thoda paagal main thoda diwaana hun

tu aashik hai, aashik hai, aashik hai

dil ko chain milta hai tujhse sanam

aaja paas aaja tujhe meri kasam

kaise paas aaun mujhe lagta hai dar

dhalne lagi shaam ab jaane de ghar

dil ko chain milta hai tujhse sanam

aaja paas aaja tujhe meri kasam

kaise paas aaun mujhe lagta hai dar

dhalne lagi shaam ab jaane de ghar

kaise jaane dun, ye zaruri hai

dil tutega, mazburi hai

ter ghar hi dulhan banke aana hai

tu aashik hai, aawara hai

tu aashik hai, aawara hai

ishq ka tu maara hai

subah shaam aashiki, tera kaam aashiki

Explore this song