Roman script

main aaj bolta hu main tujhko pujta hu 

main tujhme chhup gaya hu aur khud ko dhundhti hu 

main aaj bolti hu main tujhko pujti hu 

main tujhme chhup gayi hu aur khud ko dhundhti hu 

main aaj bolta hu 

ye ghata sath dena mausam badal na jaye 

kahi milne ki khushi me mera dam nikal na jaye 

aakar hume bhigo de sawan ko dhundhta hu

main aaj bolti hu main tujhko pujti hu

main tujhme chhup gaya hu aur khud ko dhundhta hu 

main aaj bolta hu 

tera pyar hi to paya bedard jindgi me 

tera pyar hi to paya bedard jindgi me 

hum kho gaye hai dono dil ki kisi gali me 

tu mujhko dhundhta hai main tujhko dhundhti hu

main aaj bolta hoon main tujhko pujta hu 

main tujhme chhup gayi hu aur khud ko dhundhti hu

main aaj bolti hu

ho dil walo ki basti me aaj jhum ke hum aaye 

baho ki madad lekar hum aur simat jaye 

jo bandhte nahi tute bandhan ko dhundhta hu

main aaj bolta hu main tujhko pujta hu

main tujhme chhup gaya hu aur khud ko dhundhta hu 

main aaj bolti hu main tujhko pujti hu

main tujhme chhup gayi hu aur khud ko dhundhti hu 

main aaj bolta hu

Explore this song