Roman script
mai aahe bhar nahi sakta ke nagme ga nahi sakta suku mere dil ko markar aa nahi sakta suku mere dil ko mai usko pujti hu aur usko pa nahi sakti mai usko chahata hu aur us tak ja nahi sakta haden vo kheench rakhi hain haram ke paas dono ne haden vo kheench rakhi hain haram ke paas dono ne ke bin mujrim bane paigam hi pehucha nahi sakta ni majburi se majburi ni lachari ki lachari ke uske geet bhi kholkar mai ga nahi sakta roke nahi koi tere dil ko na aandhi rok sakti hai na tufa rok sakte hain na tufa rok sakte hai magar phir bhi mai us tak re us tak ja nahi sakta zuba par bekhudi mai naam uska aa hi jata hai agar puchhe koi wo kon hai batla nahi sakta zuba par bekhudi mai naam uska aa hi jata hai agar puchhe koi wo kon hai batla nahi sakta
Song details
- Singer: Mahendra Kapoor
- Singer: Vijaya Majumdar
- Film / album: Aasmaan Mahal (1965)
- Composer: J P Kaushik
- Lyricist: Majaz
- Actor: Prithviraj Kapoor
- Actor: Surekha
- Actor: David
- Actor: Anwar Hussan
- Actor: Yunus Parvez
- Actor: Nana Palsikar
- Actor: Mridula
- Actor: Madhukar
- Actor: Rashid Khan
- Actor: Dilip Raj
Song video
singer: Mahendra Kapoor, Vijaya Majumdar