Roman script

main aa gaya hu

dil le ke mere yaaro

main aa gaya hu

dil le ke mere yaaro

aawaz meri jadu bhari hai

hotho pe shayari

main aa gaya hu

dil le ke mere yaaro

aawaz meri jadu bhari hai

hotho pe shayari

main aa gaya hu

dhire dhire dil dhadkata hu

haule haule pyar jagata hu

ae dhire dhire dil dhadkata hu

haule haule pyar jagata hu

main hanste gaate pyar ki baate

dil ki juba se karta hu

dil bekarar kar dunga

har dil me pyar bhar dunga

hai dilo me kahani mere pyar ki

main aa gaya hu

dil le ke mere yaaro

aawaz meri jadu bhari hai

hotho pe shayari

main aa gaya hu

najro se dil chum leta hu

bin kahe sab kah deta hu

ae najro se dil chum leta hu

bin kahe sab kah deta hu

meri nazar se koi bacha na

sabse juda hai meri ada

andaaz aashiqana hai

dil mera ye diwana hai

har hasina diwani mere pyar ki

main aa gaya hu

dil le ke mere yaaro

aawaz meri jadu bhari hai

hotho pe shayari

main aa gaya hu

dil le ke mere yaaro

aawaz meri jadu bhari hai

hotho pe shayari

main aa gaya hu

Explore this song