Roman script

ye jaan kyu pighalti hain sanse kyu jalti hai 

ye jaan kyu pighalti hain sanse kyu jalti hai 

haan ye mohabbat ka hai jadoo meri bahoon mein aaja tu 

main chiragon ko bujha du 

ye nayi subah naya ahsaas hai 

ye nayi subah naya ahsaas hai 

aaj kirano ki chubhan mein pyaas hai 

pani mein bhi sholo ki kasak hain 

dekho phoolo ki najar me lachak hain 

ye nayi subah naya ahsaas hai 

haan ye mohabbat ka hai jadoo

meri baahon mein aaja tu khwaab aankho se uda du 

ye jaan kyu pighalti hain sanse kyu jalti hai 

raat ka baki nigahon mein nasha 

raat ka baki nigahon mein nasha 

dhadkano mein shor abhi hai macha 

zulfen tu meri bikharade mera ang ang mahakaade 

o raat ka baki nigahon mein nasha 

haan ye mohabbat ka hai jadoo

meri baahon mein aaja tu bekarari main mita du 

ye jaan kyu pighalti hain sanse kyu jalti hai 

pahle jaisi shaam nahi kyu aaj hain 

pahle jaisi shaam nahi kyu aaj hain 

is naye andaaz ka kya raaj hai 

palakon pe neendon ki thakan hai 

rang badlaau din janeman hai 

o pahle jaisi shaam nahi kyu aaj hain 

haan ye mohabbat ka hai jadoo

meri baahon mein aaja tu m

ain labon ko chhu ke samjha du 

ye jaan kyu pighalti hain sanse kyu jalti hai

Explore this song