Roman script

mahue ka ghut ek piya

mahue ka ghut ek piya maja ayi gawa

mahue ka ghut ek piya maja ayi gawa

tut gaya hamra jiya 

are tut gaya hamre jiya maja ayi gawa

mahue ka ghut ek piya maja ayi gawa

dekha nahi aisa nadan hame

dete hai dil log di jan hamne

dekha nahi aisa nadan hame

dete hai dil log di jan hamne

kam aisa hamne kiya 

kam aisa hamne kiya maja ayi gawa

mahue ka ghut ek piya maja ayi gawa

lakho me ek phul khilta nahi hai

ye dard sabko milta nahi hai

lakho me ek phul khilta nahi hai

ye dard sabko milta nahi hai

ye dard mujhko diya 

ye dard mujhko diya maja ayi gawa

mahue ka ghut ek piya maja ayi gawa

usne banayi hai sabki jodi

khali jagah mere dil me chodi

usne banayi ha isabki jodi

khali jagah mere dil me chodi

kismat ne ye kya kiya

kismat ne ye kya kiya maja ayi gawa

mahue ka ghut ek piya maja ayi gawa

tut gaya hamra jiya 

are tut gaya hamre jiya maja ayi gawa

ha mahue ka ghut ek piya maja ayi gawa re

Explore this song