Roman script

aati hai yaad har pal teri hi baate
pahro rulaye hamko teri wo yaade
kyo badduaaye ban gayi meri duaaye
rutha nasib yaha manaye
tujh se bichhad ke dhuaa dhuaa hai 
mere dono jaha haye 
jina nahi jina mujhe tere bina 
mahiya teri kasam haye
jina nahi jina mujhe tere bina
haye jina nahi jina mujhe tere bina

Song details

Song video

Watch on YouTube