Roman script

mahiya mahiya 

ye bindiya teri mahiya 

o kya kiya chhin liya

chori se jiya ho mahiya

bindiya to bahana hai

chahu tujhe mere mahiya

mahiya mahiya 

ye bindiya teri mahiya 

o kya kiya chhin liya

chori se jiya ho mahiya

payal teri jab jab baje

sargam saaje mere mahiya

chudi teri chhede mujhe

mai lut gaya mere mahiya

mahiya mahiya 

ye chudiya teri mahiya 

o kya kiya chhin liya

chori se jiya ho mahiya

ye sharbati aankhen teri

pagal kare mujhe mahiya

ye sandhani khushbu teri

jeene na de mujhe mahiya

mahiya ho mahiya 

ye khushbu teri mahiya 

o kya kiya chhin liya

chori se jiya ho mahiya

khushbu to bahana hai

chahu tuhje mere mahiya

mahiya ho mahiya

ye chudiya teri mahiya 

o kya kiya chhin liya

chori se jiya ho mahiya

chori se jiye o o mahiya

o o mahiya o o mahiya

o o mahiya o o mahiya

Explore this song