Roman script

mahaka re mahka mera roop

ye suhana baaho mein le le mujhko

kaahe ka sharmana

mahaka re mahka mera roop

ye suhana baaho mein le le mujhko

kaahe ka sharmana

ek pal chain nahi jab se hui mulakat

jane kaha chal diye tum tham ke mera hath

ek pal chain nahi jab se hui mulakat

jane kaha chal diye tum tham ke mera hath

mushkil badi hai najuk ghadi hai

dil ki lagi hai jaa par bani hai

karo na yu bahana mahaka re mahka mera roop

ye suhana baaho mein le le mujhko

kaahe ka sharmana

tan jale jaise diya pyar mein tere piya

jahar judai ka varsho hamne piya

tan jale jaise diya pyar mein tere piya

jahar judai ka varsho hamne piya

naa jaao saiya taro ki chhaiya

do pyar mujhko padu main payiya

chhodo ji yu satana

mahaka re mahka mera roop

ye suhana baaho mein le le mujhko

kaahe ka sharmana

chand ye aadha kahe baat naa aadhi rahe

sajni ye tumse kahe arma na baki rahe

chand ye aadha kahe baat naa aadhi rahe

sajni ye tumse kahe arma na baki rahe

tanhayiya hai parchhayiya rahnayiya hai

hai dil ka fasana

mahaka re mahka mera roop

ye suhana baaho mein le le mujhko

kaahe ka sharmana

Explore this song