Roman script

mahalo ka vaibhav thuraya jiwan ka sukh balidan kiya 

raghukul ki shan nibhane ko kantak path par kiya parasthan

ab raja raja na raha or ye parja parja na rahi

is ke niche sab ek hue na samnata ki dhawja rahi

ye atal partap partikasha ki jisne vanchhint har paran kiya

pathar ko toad pahado me nirman naya nirman kiya

ye tayag tapyasa ha phal tha

ye tayag tapyasa ha phal tha

kartavaye marag pe ja chada

ek taraf chingari ek taraf ghan ghor ghata

ye sangram anokha tha ye sangram anokha tha

Explore this song