Roman script

arey maai maai re arey maai maai re

maai re chhede hai loga

maai re ghure hai loga

maai re tade hai loga

tana mare hai daiiya bairi bhaiyi hai

ye angdai re

bachhi tera dil dhadke

bachhi chal sambhal sambhal ke

bachhi yahan majnu dil ke

fasna nahi inse mil ke

warna karti firegi

maai maae re

maai re chhede hai loga

maai re ghoore hai loga

solah to gaya hai peechhe aaya saal satrah

hariyal jawani pe chadha hai bhari khatra

rasiya humare ras ke bhanwre hai sare

fans gayi raama mai to kar ke ishare

chankayi payal kahe tune dagar me

sone ki tagdi kahe bandhi kamare me

ghar se akeli kahe nikli gujriya

isliye lattu tujh pe sab ki nazariya

machhli kante me aa ke kab bach payi re

maai re chhede hain loga

maai re ghoore hain loga

maai re

arey maai maai re arey maai maai re

Explore this song