Roman script

ya rasulilla ya rasulilla 

mahbube khuda mahbube khuda ya mustafa ya mustafa 

chum lu ek baar ye aankho se ye nurani jami 

bekaso pe ek najar ya raham tulilla aalmi 

madad kijiye tajedar-e-madina 

madad kijiye tajedar-e-madina 

hum aankho se dekhe daya re madina daya re madina 

madad kijiye tajedar-e-madina 

jaha badshah saikado ghumte hai 

fariste jaha ki jami chumte hai 

ajaa par jaha auliya jhumte hai 

hai jane bahara bahare madina 

madad kijiye tajedar-e-madina 

madad kijiye tajedar-e-madina 

ye kaise adab pe makam aa rahe hai 

ke arsh vahi se salam aa rahe hai 

shahedo jaha ke gulam aa rahe hai 

dilo ja karenge nisare madina 

madad kijiye tajedar-e-madina 

madad kijiye tajedar-e-madina 

ya habibe khuda salalla hu aley hi vasal  

ya rasule khuda salalla hu aley hi vasal 

ya mutfa ya mustafa ya mustafa 

ye kurva ki manjil vatan hai navi ka 

mila khud se rasta is gali ka 

yahi se mila hai pta jindagi ka 

mubarak hai har yadgare madina 

madad kijiye tajedar-e-madina 

madad kijiye tajedar-e-madina 

hum aankho se dekhe daya re madina daya re madina 

salalla hu aley hi vasal  

ya rasule khuda salalla hu aley hi vasal  

mahabube khuda 

ya mustafa ya mustafa ya mustafa 

ya mustafa ya mustafa ya mustafa

Explore this song