Roman script

mati kahe kumhar se tu kya ronde mohe 

ek din aisa aayega mai rondungi tohe 

hari om hari om hari om hari om hari om

mati me mil jana re bhai mati me mil jana

mati me mil jana re bhai mati me mil jana

mati me mil jana re bhai mati me mil jana

do din ke jag ke mele me aaj rahe kal jana kal jana 

mati me mil jana re bhai mati me mil jana

mati me mil jana re bhai mati me mil jana

o babu topi wala o bhaiya pagdi wala

le lo le lo ye meri kanthi mala 

le lo le lo ye meri kanthi mala 

le lo le lo ye meri kanthi mala re

le lo le lo ye meri kanthi mala 

meri mala me chhip jaye sab gadbad ghotala

set sahab ko mile sethani aur lali ko lala

o babu topi wala o bhaiya pagdi wala

wahi sukhi hai jisne pyare phera man ka dana phera man ka dana 

mati me mil jana re bhai mati me mil jana

mati me mil jana re bhai mati me mil jana

mera pan bnaras wala halka tapka chuna

aye ji halka tapka chuna jisne kha liya

ek gilori chela ban gaya duna aye ji chela ban gaya duna 

sonp supari khusabu thandak kala pila chuna

mogara mandva bangla deshi buna

loge kon namuna babu loge kon namuna babu

loge kon namuma babu oye loge kon namuma babu

hey bhanti bhanti ke log lgate 

dhera naya purana dhera naya purana

mati me mil jana re bhai mati me mil jana

mati me mil jana re bhai mati me mil jana

hey chale aao chale aao  chale aao 

take wale chale aao bhukhe wale chale aao paise wale 

chale aao meri pyari dukan sabse pyari dukan

meri pyari dukan sabse pyari dukan

dekho dekho nach raha hai ek albela bandar ek albela 

bandar jane kisi ka ji samaya kathputli ke andar

kathputli ke andar nache raja oye nache rani

oye nache mast kalandar 

hey nacha raha hai nchane wala

sabko nach lubhana sabko nach lubhana

mati me mil jana re bhai mati me mil jana

mati me mil jana re bhai mati me mil jana

mati me mil jana re bhai mati me mil jana

mati me mil jana re bhai mati me mil jana

Explore this song