Roman script

maat pita ka naam gunjta

maat pita ka naam gunjta

jiski aakhiri saans me

koi aisa lal bata de

duniya ke itihas me

duniya ke itihas me

maat pita ka naam gunjta

jiski aakhiri saans me

koi aisa lal bata de

duniya ke itihas me

duniya ke itihas me

koi aisa lal bata de

katha sharvan ki sharvan karo

har bol lagega pyara

chhalak uthegi kano me

jaise amrit ki dhara

chhod andhera aa jao

chhod andhera aa jao

poonam ke puran parkash me

koi aisa lal bata de

duniya ke itihas me

duniya ke itihas me

koi aisa lal bata de

maat pita ka naam gunjta

pal pal jiski saans me

koi aisa lal bata de

duniya ke itihas me

duniya ke itihas me

koi aisa lal bata

ek taraf duniya ke sukh the

bhog vilaas ki maya

ek taraf maa baap ki seva

karam yahi man bhaya

sukh dukh me din me raat me

sada raha jo paas me

koi aisa lal bata de

duniya ke itihas me

duniya ke itihas me

koi aisa lal bata de

har kaante ko phul samajh kar

jisne gale lagaya

mamta ki godi me jisne

apna swarg basaya

seva ka sansar basa tha

is charno ke daas me

koi aisa lal bata de

duniya ke itihas me

duniya ke itihas me

koi aisa lal bata de

tan ka khun gira hai

jharne phute sat ke

kabhi kaput nahi ho sakte

bacche is bharat ke

kaam amar dharti par jiska

naam amar aakash me

koi aisa lal bata de

duniya ke itihas me

duniya ke itihas me

koi aisa lal bata de

Explore this song