Roman script

ae kutte idiot, hatt teri to

ek chata maar ke na tera muh suja dungi main

chor, lukkha, luccha, ganda

chor hai tu luccha hai tu had se bada tuchha hai tu

chor hu main lucha hu main had se bada tuchha hu main

ha kabhi dekha hai tune sheeshe me khudko

akal se khachar shakal se bandar

harkate hai gundo wali baato se tu hai mawaali

thank you

harkate hai gundo wali baato se main hu mawaali

lafanga pukare ya gunda mawaali

mujhe teri gaali bhi lagti hai taali

shut up okay, you shut up

lafanga pukaare ya gunda mawaali

mujhe teri gaali bhi lagti hai taali

ho maari maari maari gayi meri mat maari

are mar jaake kahi

ho maari maari maari gayi meri mat maari

joker lagta hai joker

diye ja bhale duniya bhar ke udaharan

tu khud jaanti hai ki tere hi kaaran

ho maari maari maari gayi meri mat maari

ho maari maari maari gayi meri mat maari

tu tu baaz nahi aayega na

tujh jaise 1765 takarte hai ginti sikhata hai kise

had paar karne ki koshish agar ki to chappal se maarungi tujhe

ye aadat kameeni bichhadti nahi hai oh meri jaanu muaah 

ye aadat kameeni bichhadti nahi sharafat mere palle padti nahi

ho maari maari maari gayi meri, gayi meri mat maari

ho maari maari maari gayi meri mat maari ha

waise, ha bol

buddhi tujhe to aadhi mili thi

wo aadhi bhi sad gayi, sad gayi na na na

thodi body bachi thi, ha ha

wo bhi ishaq ki bimari me pad gayi pad gayi

ye kya baat kar rahi hai

na body ki chinta na khaane ki sudh hai

devi, jaagte raho

na body ki chinta na khaane ki sudh hai

na din ka pata hai ki mangal hai budh hai

ki maari maari maari gayi meri

are ye maari maari maari kya laga rakha hai

bada dheet hai re tu, nahi maanega

o chhamiya, koi batayega main iska kya karu

ho maari maari maari gayi meri mat maari, ise chup karao

ho maari maari maari gayi meri mat maari, hey bhagwan mere

koi mujhe iss paagal se bachao

ho maari maari maari gayi meri mat maari, hey chup na

ho maari maari maari gayi meri mat maari 

khaamosh

Explore this song