Roman script

mangi thi ek dua jo kubul ho gayi 
mangi thi ek dua jo kubul ho gayi 
ummid ki kali khilke phul ho gayi
mangi thi ek dua jo kubul ho gayi 
hum sochte the ye dil muft me diya
hum sochte the ye dil muft me diya
kitna hasi magar tohfa hame mila
kimat hamare pyar ki wasul ho gayi
mangi thi ek dua jo kubul ho gayi 
mangi thi ek dua jo kubul ho gayi 
abke bahar me dil mera khil gaya
ho abke bahar me dil mera khil gaya
jiski thi aarzu wo mujhko mil gaya
jannat mere liye ab fizul ho gayi
mangi thi ek dua jo kubul ho gayi 
ummid ki kali khilke phul ho gayi
mangi thi ek dua jo kubul ho gayi

Song details

Song video

Watch on YouTube