Roman script

mana ki zindagi me, Jeet hi zaruri hain

mana ki zindagi me, Jeet hi zaruri hain

aisi jeet ke liye, haar bhi zaruri hain

mana ki zindagi me

hain zindagi meri kisi khuli kitaab si

hain zindagi meri kisi khuli kitaab si

iske har ek panne ko padhana zaruri hain

iske har ek panne ko padhana zaruri hain

mana ki zindagi me

zindagi ki ghadi me, samay ki kami to hain

zindagi ki ghadi me, samay ki kami to hain

phir bhi apno ke liye, waqt dena zaruri hain

phir bhi apno ke liye, waqt dena zaruri hain

mana ki zindagi me

wo neeli chhatri wala aa aa aa

wo neeli chhatri wala, ishara to karta hain

wo neeli chhatri wala, ishara to karta hain

uske har ek ishare ko, samjhana zaruri hain

uske har ek ishare ko, samjhana zaruri hain

mana ki zindagi me

aaye the is jahaan me, akele hi sahi

jaayenge is jahan se, akele hi sahi

maana ke zindagi, maut se haseen hain

maana ke zindagi, maut se haseen hain

maana ke zindagi, maut se haseen hain

aise nav jeevan ke liye, marna zaruri hain

aise nav jeevan ke liye, marna zaruri hain

kaisi jeet ke liye, haar bhi zaruri hain

mana ki zindagi me

Explore this song