Roman script

maan mausam ka kaha chayi ghata jaam utha

amaan mausam ka kaha chayi ghata jaam uth

aag se aag bujha phul khila jaam utha

ae mere yaar tujhe uski kasam deta hun

ae mere yaar tujhe uski kasam deta hun

bhul jaa shikwe gile haath mila jaam utha

maan mausam ka kaha chayi ghata jaam utha

aag se aag bujha phul khila jaam utha

maan mausam ka kaha chayi ghata jaam utha

ek pal bhi kabhi ho jaata hai sadiyo jaisa

der kya  karna yaha hath badha jaam utha

maan mausam ka kaha chayi ghata jaam utha

aag se aag bujha phul khila jaam utha

maan mausam ka kaha chayi ghata jaam utha

pyar hi pyaar hai sab log barabar hai yaha

maikade mein koi chota na bada jaam utha

maan mausam ka kaha chayi ghata jaam utha

aag se aag bujha phul khila jaam utha

maan mausam ka kaha chayi ghata jaam utha

Explore this song