Roman script

maan mousam ka kaha chhai ghta jaam utha 

aag se aag bujha phool khila jaam utha 

ae mere yaar tujhe uski kasam deta hun 

ae mere yaar tujhe uski kasam deta hun 

bhul ja shikva gila hath mila jaam utha 

maan mousam ka kaha chhai ghta jaam utha 

aag se aag bujha phool khila jaam utha 

maan mousam ka kaha chhai ghta jaam utha 

ek pal bhi kabhi ho jata hai sadiyo jaisa

der kya karna yaha hath batha jaam utha 

maan mousam ka kaha chhai ghta jaam utha 

aag se aag bujha phool khila jaam utha 

maan mousam ka kaha chhai ghta jaam utha 

pyar hi pyar hai sab log barabar hai yaha

maikade mein koi chhota na bada jaam utha

maan mousam ka kaha chhai ghta jaam utha 

aag se aag bujha phool khila jaam utha 

maan mousam ka kaha chhai ghta jaam utha

Explore this song