Roman script

aa sajna in nainn mein

palak dhank to helun

na mein dekhu gair ko

na tohe dekhan dun

kajal daalu kirkira

jo surma diya na jaaye

jin nain n me pih base

dooja kon samaaye

dooja kon samaaye

man ke medan mein

khwaabon ka kaarwa

hai tu, hai tu

meri saari zameen

aur saara aasman

hai tu, hai tu

hothon ki hassi bhi tu

aankhon ka khara pani

bhi tu, hai tu

khoyi hui raah mein

surat jaani pehchani tu

hai tu

man ke medan mein

khwaabon ka kaarwa

barfo sa laage

hai tera chuna

meri sardiyaan toh

barfo sa laage

hai tera chuna

meri sardiyaan toh

apne hi mann pe

chalti hain jo na

aisi marjiyaan toh

marjiyaan toh

kabhi ziddi besabar kabhi

abhi abhi si tu

milkar itna kyun lagti hain

kabhi kabhi si tu

mere sapno ke sitaare

tere zameen pe

tu nahin to mein kanha

tu nahin to mein kanha

hothon ki hassi bhi tu

aankhon ka khara pani

bhi tu, hai tu

khoyi hui raah mein

surat jaani pehchani tu

hai tu

man ke medan mein

khwaabon ka kaarwa

hai tu, hai tu

meri saari zameen

aur saara aasman

hai tu, hai tu.

Explore this song