Roman script

mast mast mastani re har dil ki mai rani re
mast mast mastani re har dil ki mai rani 
meri adaye meri jawani 
kar de sabko pani pani 
meri adaye meri jawani 
kar de sabko pani pani 
aag laga du jani re mast mast mast mast
mast mast mastani re har dil ki mai rani re
sun le pyare pas na aana dur hi rahna re
kahi mai aandhi kahi mai tufa mujhse bachna re 
neeli neeli aankhe meri jaise madhushala 
yaad karega kal tu mujhko sama o matwala 
meri adaye meri jawani 
kar de sabko pani pani 
aag laga du jani re mast mast mast mast
mast mast mastani re har dil ki mai rani re
maine mana be tu ke tak jalve hai mere
kashmir to kanyakumari charche hai mere
dekh na tu sapna mera mai ud jaugi
mai bijli hu mai bijli hu hath na aaungi
meri adaye meri jawani 
kar de sabko pani pani 
aag laga du jani re mast mast mast mast
mast mast mastani re har dil ki mai rani re

Song details

Song video

Watch on YouTube